
For this famous Raksha Bandhan occasion ,these songs are available from Hindi movies for you..These rakhi songs on Rakhi and make the occasion memorable.Rakhi Song Title: Behna Ne Bhai Ki Kalai SeMovie: Resham Ki Dori Singer: Suman Kalyanpur Lyrics: (Behna ne bhai ki kalaai se behna ne bhaai ki kalaai se pyaar baandha hai pyaar ke do taar se, sansaar baandha hai resham ki dori se -2 resham ki dori se sansaar baandha hai) -2 Sundarta mein jo kanhaiya hai mamta mein yashoda maiyya hai vo aur nahi dooja koi vo to mera raaja bhaiya hai Behna ne bhai .... Mera phool hai tu, talvaar hai tu meri laaj ka pehredaar hai tu main akeli kahaan is duniya mein mera saara sansaar hai tu behna ne bhai .... Hamein duur bhale kismat kar de apne man se na juda karna saavan ke paavan din bhaiya behna ko yaad kiya karna behna ne bhai ... ***************Rakhi Song Title: Bhaiyya Mere Rakhi Ke BandhanMovie: Chhoti Behan Singer: Lata Mangeshkar Lyrics: Bhaiyya mere, raakhi ke bandhan ko nibhanabhaiyya mere, choti behan ko na bhulanadekho ye nata nibhana, nibhanabhaiyaa mere... Ye din ye tyohaar khushi ka, paavan jaise neer nadi kabhai ke ujle maathe pe, behan lagaaye mangal tikajhume ye saavan suhana, suhanabhaiyya mere ... Baandh ke hamne resham dori, tum se vo ummeed hai jodinaazuk hai jo kaanch ke jaisi, par jeevan bhar jaaye na todijaane ye sara zamana, zamanabhaiyaa mere ... Shaayad vo saavan bhi aaye, jo behna ka rang na laayebehan paraye desh basi ho, agar vo tum tak pahunch na paayeyaad ka deepak jalana, jalanabhaiyaa mere ...
***************
Rakhi Song Title: Yeh Raakhi Bandhan Hai AisaMovie: Beimaan Singers: Mukesh, Lata Mangeshkar Lyrics: Chorus(Ye raakhi bandhan hai aisa -3 jaise chanda aur kiran ka jaisa badari aur pavan ka jaise dharati aur gagan kaa) -2 ye raakhi bandhan hai aisa -3 Duniya ki jitani bahanen hain un sabaki shraddha hai isamein hai dharam karam bhaiya ka ye bahana ki raksha isamein hai jaise subhadra aur kishan ka jaise badari aur pavan ka jaise dharati aur gagan ka ye raakhi bandhan ... m: aaj khushi ke din bhaai ke bhar-bhar aaye naina -2 kadar bahan ki unase poochhojinaki nahi hai bahana mol nahi koi is bandhan ka jaise badari aur pavan ka v jaise dharati aur gagan ka ye raakhi bandhan hai aisa -3 ***************
Rakhi Song Title: Rang Birangi RaakhiMovie: Anpadh Singer: Lata Mangeshkar Lyrics: Rang-birangi raakhi leke aayi bahanao raakhi bandhava le mere veer - 2 Chorus: Rang-birangi raakhi ... mere veer Main na chaandi, na sone ke naar maangu -2apne bhaiya ka thoda sa pyaar maanguthoda sa pyaar maanguis raakhi mein pyaar chupa le laayi bahana Chorus: raakhi bandhwaale mere veer Neele ambar se taare utaar laau-2ya main chanda ki kiranon ke haar laaukiranon ke haar laaupyaar ke badle ban le leharaai behna Chorus: raakhi bandhawaale mere veer Kabhi bhaiya ye behna na paas hogi -2kahi pardes baithi udaas hogi, behna udaas hogi milne ki aas hogi jaane kab bichhad jaayen bhai-behna Chorus: raakhi bandhawaale mere veer
***************
Rakhi Song Title: Mere Bhaiyya Mere ChandaMovie: Kajal Singer: Asha Bhosle Lyrics: Chorus(Mere bhaiya mere chanda mere anamol ratan tere badale main zamaane ki koi cheez na lu) 2 Teri saanson ki kasam khaake, hava chalti hai tere chehare ki khalak paake, bahaar aati hai ek pal bhi meri nazaron se tu jo ojhal ho har taraf meri nazar tujhko pukaar aati hai (Chorus) 2Tere chehare ki mehakti hui ladiyon ke liye anaginat phool ummeedo ke chune hain maine vo bhi din aayen ki un khwaabo ke taabeer milen tere kaatir jo haseen khwaab bune hain mainne (Chorus) 2
***************
Rakhi Song Title: Phoolon Ka Taaron KaMovie: Hare Rama Hare Krishna Singer: Kishore Kumar Phoolon ka taaron ka sabka kehna haiek hazaron mein meri behna haisari umar hame sang rehna haiYe na jaana duniya ne tu hai kyon udaasteri pyaari aankhon mein pyar ki hai pyaasaa mere paas aa keh jo kehna haiek hazaron mein ... Jabse meri aankhon se ho gayi tu doortabse sare jeevan ke sapne hain chooraankhon mein neend na dil mein chaina haiek hazaron mein ... Dekho hum tum dono hain ek dali ke phoolmaein na bhoola tu kaise mujhko gai bhoolaa mere paas aa keh jo kehna haiek hazaron mein ...
***************
Rakhi Song Title: Chanda Re Mere Bhaiyya Se KehnaMovie: Chambal Ki Kasam Singer: Lata Mangeshkar Lyrics: (Chanda re, mere bhaiyya se kehna, o mere bhaiyya se kehna, behna yaad kare) -2 o chanda re ... Kya batalaau kaisa hai vo bilkul tere jaisa hai vo tu usko pehchaan hi lega dekhega to jaan hi lega tu saare sansaar mein chamke har basti har gaanv mein damke kehna ab ghar vaapas aa ja -2 tu hai ghar ka gehna behna yaad kare O chanda re... Raakhi ke dhaage sab laaye kehna ab na raah dikhaaye maan ke naam ki kasmein dena bhent meri ke rasamein denapoochhana us roothe bhai se bhool hui kya maan-jaai se behan paraaya dhan hai kehnausne sada nahi rehna bahana yaad kare O chanda re ... Send Free SMSTags: rakhi greetings, rakhi sms, rakhi cards, e rakhi, rakhi festival, rakhi images, rakhi scraps, rakhi gifts rakhi wallpaper, rakhi messages, rakhi quotes, rakhi purnima, rakhi pictures, rakhi songs, rakhi 2009, raksha bandhan 2009, raksha bandhan, raksha bandhan poems, raksha bandhan wishes, raksha bandhan greetings, hindi rakhi sms, rakhi poems, funny rakhi sms, rakhi quotes, rakhi messages,123 greetings rakhi cards,funny rakhi sms,rakhi,rakhi 2010,rakhi cards,rakhi ecards ,rakhi festival ,rakhi gifts ,rakhi greetings ,rakhi greetings messages,rakhi hindi sms,rakhi messages,rakhi messages for brother,rakhi photo ,rakhi scraps,rakhi sms,rakhi sms in hindi,rakhi sms messages,raksha bandhan,raksha bandhan,raksha bandhan 2010,raksha bandhan 2010 sms,raksha bandhan greetings ,raksha bandhan quotes ,raksha bandhan scraps,raksha bandhan scraps for orkut,raksha bandhan sms,,raksha bandhan sms for sister,raksha bandhan sms in marathi,raksha bandhan wishes,when is raksha bandhan in 2010